Adnan Kaleemi

Director: Brother Adnan Kaleemi is a medical doctor by education with training in Neuropsychiatry. An entrepreneur, Medical Sonographer and a Commodity Trading Advisor in North America, he is pioneering a breakthrough technology in Neuroscience and Trading/Investing.

Early religious understanding began in Saudi Arabia where he spent his childhood. After meeting brother Muhammad Shaikh in Pakistan, inspired by his lectures, he found it foremost to continue his journey with the guidance and truth in the Quran, propagating the peaceful and beneficial message in the lectures for the cause of Allah.

Al-Kitab / The Book of Allah | What Quran Says About

Muhammad Shaikh Lecture | Al-Kitab / The Book of Allah | What Quran Says About

For any one starting to read the Quran or interested in learning more about Quran, this lecture provides the perfect platform for them. Another rarely translated word Al-Quran literally means “The Reading”. It answers through the verses of the Quran frequently asked questions and concerns people have, such as the purpose and function of Quran, and how this book should be approached and understood.

Zikr / Yaad dehani (2019) | Quran kya kehta hai

Muhammad Shaikh Lecture | Zikr / Yaad dehani (2019) | Quran kya kehta hai

Zikar / Yaddehani

Aam tor par arabi lafz Zikr ki logon ke zehnon mein wazahat nahi hai, saada alfaaz mein zikar ke maienay yaddehani ke hain. yeh zikar / yaddehani kisi zaat ya shakhs ya cheez ki khoobiyon ya khamion ya unn ke rawaiyon ke baray mein hosakti hai. zikar ke har gaz yeh maienay nahi hain ke hum sirf kisi zaat ya shakhs ya cheez ke naam ko baar baar dohratay rahen ya unn ki gardaan karte rahen.

Isi terhan bhsit musalman hum Allah ka zikar sirf uss ke safaati naamon ki takraar aur dohranay se karte hain jabkay quran aur uss ki ayaat is baat ki tafseel se wazahat karti hain ke kis terhan Allah ke baray mein is ki asal rooh ke sath zikar kya jaye.

Yani mukhtalif halaton mein Allah taala ka kya rawayya hota hai aur kis terhan woh apni sifaat par amal pera hota hai. un sab baton ki wazahat ke liye qurani ayaat par mushtamil Muhammad Shaikh ka yeh dars bohat ahmiyat ka haamil hai.

Allah Bashar se kaisay kalam karta hai? Quran Kia Kehta Hai (2019)

Muhammad Shaikh Lecture | Allah Bashar se kaisay kalam karta hai? Quran Kia Kehta Hai (2019)

Duniya mein insaan ke banaye hue mukhtalif mazahab aur unn ki mazhabi kitabon mein kkhuda ka tasawwur mojood hai jis ko log apne apne tareeqon se mantay hain. lekin unkaa yeh khodsakhta khuda us butt ki terhan hai jo insanon se kabhi baat hi nahi karta aur uskay maan-ne walay apne is kkhuda se yaktarfa tor par apni khwahisaat aur tamannaon ka izahaar kartay rehtay hain lekin kkhuda ki taraf se inhen kabhi koi jawab nahi milta jabkay
bunyadi tor par agar haqeeqi kkhuda mojood hai to ussay insanon se kisi zareya se humkalam honaavr baat cheet karni chahiye jo unkay har terhan ke sawalaat ka jawab bhi day sakay.

Jabkay duniya ki mukhtalif mazahab ki kitaaben jo is baat ki dawaydaar to hain ke woh kkhuda ki kitaaben hain lekin is baat ki ba lkl wazahat nahi kartin ke kkhuda ka insaan se baat cheet karne ka kya tareeqa car hona chahiye. lekin jis terhan duniya mein insaan ke banaye hue mukhtalif mazahab mojood hain wahein is duniya mein Allah ki kitaab aur haqeeqi deen islam bhi mojood hai. aur Allah apni kitaab ke zareya hi har zamane ke insanon se baat cheet karta rehta hai. Muhammad Shaikh ke is dars mein isi baat ki wazahat ki gayi hai ke kis tareeqay se Allah apni kitaab ke zareya barah e raast ya bil wasita apne rasolon ke zareya insanon se hum kalaam hota hai. is saaray tareeqay ki wazahat ke liye is dars ko dekhna laazmi hai.

Muhammad Shaikh Lecture | Umm-ul-Qura / shahron Ki Maa (2019) | Quran kya kehta hai

Muhammad Shaikh Lecture | Ummul Qura / shahron Ki Maa (2019) | Quran kya kehta hai

Duniya mein Makkah shehar ko sb jantay hain kyun kay isi shehar mein Allah ka ghar hai aur duniya ke tamam Musalman isi shehar mein Umra aur Hajj ki adaigi ke liye jatay hain. lekin logon ki aksariyat ko is baat ka ilm nahi hai ke Makkah shehar ko Umm-ul-Qura / Shehron ki maa bhi kaha jata hai. Duniya mein is shehar ka kya maqam hai aur duniya ke tamam shehron ke liye is Shahar-e-Makkah ka kya kirdaar hai, Muhammad Shaikh ka yeh dars isi baat ki wazahat karta hai aur bohat ahmiyat ka haamil hai.

Mount Sinai

Mount Sinai From the Series ‘What Quran Says’ delivered by Muhammad Shaikh

Mount Sinai is been searched for ages, different people have tried to provide evidence to prove the location of this mountain. Also, Mount Sinai holds a religious value for many different religions and cultures.

This lecture is the only proof of its location and current condition, why so, because this lectures is based on verses from the Quran. These verses clearly explains and proves its existence and location, we can read and understand these verses and also verify the evidence on ground.

We all know the highest peak on the earth or what fold, block volcanic, dome mountains are but there is more to mountains than what meets the eye. Information about the mountains isn’t just coming from the geography books, the religious books also hold some information about these God created gigantic structures. Mountains have had sacred value to almost every religion.

Here we will learn about what Quran says about this mountain.

Toor-e-Seena / Jabal e Noor / Roshni ka Pahar

Toor-e-Seena / Jabal e Noor / Roshni ka Pahar

Isi wajah se dunya ke bohat se insani mazahib mein paharon ko bohat ahmiyat hasil hai jis ke peechey ye tasweer mojood hai ke shayad pahar par charh kar Allah se baat cheet ki jasakti hai aur iss ka qurb hasil ho sakta hai – Iss dars mein na sirf mukhtalif tarha ke paharon ki hiyat aur inn ke mukhtalif rangon ki aqsaam ka zikr kiya gaya hai aur ye bhi bataya gaya hai ke kaun se makhsoos pahar mukhtalif mazahib mein ahmiyat ka darja rakhte hein balke ye bhi wazahat ki gai hai ke Quran mein Allah ne aik khas pahar ka bhi zikr kiya hai jo aik Rasool ki shakhsiyat ke waqia ke saath munsalik hai. Ye pahar Jabl e Noor / Roshni ke pahar ke naam se jana jata hai aur isi pahar par Ghar e Hira bhi hai. Quran ki ayaat ke mutabiq ye pahar kiya ahmiyat rakhta hai aur iski makaniyat kahan hai aur iss ka sahi tasawur aur nazarya kya hai iske liye dars dekhna lazmi hai.

Umrah and Hajj

Umrah and Hajj From the Series ‘What Quran Says’ delivered by Muhammad Shaikh in 2012

Hajj and Umrah are part of Islamic religious practice of all Muslims. It is a journey in which every participating Muslim goes to Mecca and visits Masjid al-Haram where the Kaaba is situated. The other places to visit during this journey includes what are known as places of solitude which includes the places of Mina, Arafat, Muzdalifah besides Mecca. The rites of Hajj requires observing all the rules mentioned in the Quran during hajj, and the purpose of Hajj, (which literally means “the argument”) is for every believer in this journey to argue against his / her soul / self according to the verses of Allah to bring about a positive change in their character and personality and overcome their weaknesses. The weaknesses in personalities are rooted in the self carved idols based on human emotions, which are exposed by God through Ibraheem (p) from the Quran. Therefore the breaking of these personal idols (ruling our psyche) is part of the Sunnah / practice of Ibraheem (p) and all the prophets, which must be accomplished to be free from polytheism that Allah will not forgive. Visiting al-Aqsa mosque located in Madinah during this journey is also part of the sunnah / practice of the prophets and is performed by all Muslims during this time.

Frequently asked questions

 

Masajid by Muhammad Shaikh in 2012

Masajid From the Series ‘What Quran Says’ delivered by Muhammad Shaikh in 2012

Masaajid / Mosques are places of worship for Muslims where they pray in congregations, and the literal meaning of the Arabic word “Masjid” / mosque is “a place of prostration.” Part of the format of Muslim prayer includes phsyical and psychological prostration to the verses of the Quran which are recited during the prayer. This lectures focuses on the Masaajid / Mosques and more specifically three masaajid / mosques mentioned in the Quran, namely Masjid al-Haram / The Sacred Mosque, Masjid al-Aqsa / The Remotest (in time) Mosque and Masjid al-Dirrar / The Harmful Mosque. It describes what can be found in these three mosques, where they are located and how, why and by whom were they established. Definitely a must see!